Pages

Thursday, 8 September 2016

Rasulallah ka jism Be Saya par Ummat ka Ijama

Rasulallah ka jism Be Saya par Ummat ka Ijama
***************************************************************
"حضورعلیہ السلام نور بھی ھیں اسلئیے آپکا سایہ نہ تھا"
حافظ علامہ ابن جوزی محدث رحمہ اللہ،عبداللہ بن عباس رضی اللہ عنہما سے روایت کرتے ھیں:
کہ حضور پر نور علیہ الصلوۃ والسلام کا سایہ نہ تھا نہ کھڑے ھوئے آفتاب کے سامنے مگر آپکا نور آفتاب پر غالب آ گیا اور نہ چراغ کے سامنے مگر یہ کہ حضور کے تابش نور نے اسکی چمک کو دبا لیا ۔ (  الوفاء باحوال المصطفی جلد 2 ،صفحہ 407 باب: 29 مطبوعہ: مکتبہ نوریہ رضویہ فیصل آباد )
Nafee E Zille (Saya)- Nabi Aur Ijma-e- Ummat

Qazi Ayaz RA farmate hain..

Huzur ka saya nahin tha Din Mein Na Raat mein dikhyee deta tha

Shifa Qazi Ayaz Vol 1 page 243

Huzur Mujadid Alfesani farmate hain ke

Allame shadat  mein har shaks ka saya saye wale se lateef tar houta hai Huzur se lateef rab ne banaya nahin tou saya kahan se houta

Maktubaate Imam RabaniVol 3 Page 238

Yaad Rahe Mujadid alfe sani kou  Tareek e ahle hadee mein Ibrahim sialkotvi ne Apna imam tasleem kiya hai

Shah  Abdul haq Muhadiss Dehlvi farmate Hain

Hazrat usman Baraate Siddiqa ke mutaliq Bagahe Risalat mein arz karte hainke Allah ne Aapkee saye kee hifazat kee ke usse Zameen par padhne nahin deta(ke kahin Koi napak chiz par na pad jaye) Tou aapkee Ghar kee kis Tarah hifazat kare ga

Madarijun Nabuwah Vol 2 page 161

Yahi Shah  Abdul haq Muhadiss Dehlvi farmate Hain

Huzur ka Saya na suraj kee raushnee mein dikh ta na  chaand mein..

Madrijun Nabuwah Vol 1

Shah Abdul Aziz Muhadis Dehlvi Farmate hain

Ke Rasulallah ka saya Zameen par nahin girta tha

Allama Nasfee Farmate hain

Hazrat Usman ne Arz kiya ke Ya rasulallah allah tala ne aapka Saya zameen par Girne na diya take koi uspar apna pair na rakh de

Tafseer e Midraak Vol 2 Page 103

Tafseer e Azizi Para 30 Page - 219

Ibne Hajar Makki likhte hain

Ye Chiz huzur ke noor houne kee taeed kartee hai ke huzur ka saya na Suraj kee raushnee mein dikhta tha na chaan mein

Book - Afzalul qura Matboa Misr

Allama Zarqani Farmate hain

Huzur ka Saya na suraj raushnee  mein dikh ta na  chaand mein..............huzur ka saya na houne parAapke kee woh dua hai ke huzur ne farmaya Ae Allah mujhe noor kar (wajalnee Nooraoun) (rawahou muslim)

Zarquani Matboa MIsr Vol 4 page 220

Imam Ragib Asfahani likhte hain

Marvi hai ke jab Huzur chalte tou huzur ka Saya na tha...

Mufaridaate Imam Ragib Asfahani Matboa Misr page -317

Allama Shabuddin Qafaji Farmate hain

Ke

Huzur ke nabuwat kee daleel mein se ye bhi hai ke aapka saya na suraj kee roushnee mein dikh ta tha na chand kee .......

Nasim ur Riyaz Vol 3 page 319

Rashid Ahmed GAngohi likhta hain

Ke Rasulallah ka saya na houna tawatur sabit hain

Imdadus Suluk Page 84 - 85

Allama Nasfee Farmate hain

Hazrat Usman ne Arz kiya ke Ya rasulallah allah tala ne aapka Saya zameen par Girne na diya take koi uspar apna pair na rakh de

Tafseer e Midraak Vol 2 Page 103

Eitraz karny waly k ghar ki dalil

Rasheed GAND'GOHI
"To Atar Se Sabit howa He
K
Pyare AQA
(Alyeh SALAM)
SAYA Na Rakhte the"
-Imdad'UL'SULOOK
P 156
-
Ashraf ALI THANVI
"Mashoor He K Hamare
Pyare AAQA
(Alyeh SALAM)
Ka SAYA Na tha"
-Shukar AL Ne'Mata
P 20
-Khutbat'E'HAKEEM UL Islam
P 117
-
Ulma'E'DEOBAND
Owais KANDALVI
"Pyare AAQA
(Alyeh SALAM)
K
JISM Mubarak Ka SAYA Na tha"
-Usool Al Islam
P 92

Mufti AZiZ'UR' Rehman
"Pyare AQA
(Alyeh SALAM)
Ka Badan NOOR tha
Is Wajh Se
Apka SAYA Na tha"
-FAtAWA Dar'UL Uloom DEOBAND
J 1
P 142

DEO
ABiD MiYA
"Pyare AQA
(Alyeh SALAM)
Ka JISM NOORANi tha
JiS WaQt AP Dhoop
Or
Chandni Rat Me Ate Amada Farmate
to
SAYA NA hota"
-Rehmatal'LiL Alameen
P 53
ZAFAR Ahmed
"Pyare AQA
(Alyeh SALAM)
K SAYA ko Zamen Pr WaQa na Kia
Ta K Is Pr KiSi ki QADAM Na Pare"
-Imdad'UL AHKAM
J 1
P 340

DEO
MEHDi HASAN
Or
JAMEEL UR REHMAN
"Pyare AAQA
(Alyeh SALAM)
Ka SAYA Na Tha
Hum Isi Ko tasleem Karte hai"
-MAHANA TaJalli DEOBAND
MARCH 1959

KHALiFA THANVi Enayat ALI SHAH DEOBANDi
-JISM PAK InKa SARAPA NOOR Tha
Is Lie SAYE Se BilKul DOOR Tha-
-BAAG'E'JANNAt
P 284

KHALiFA THANVi
AZiZ UR REHMAN DEO
-Sara Badan HuZoor Ka Jub NOOR Ho Gya
Phir DOOR Kia hai
SAYA Agr DOOR Ho Gaya-
-Kash'KOL Maj'ZOOB
P 92

Mufti Abdul Rehman ASHRAFi DEOBANDi
"Bator Moa'JiZAH
Pyare AAQA
(Alyeh SALAM)
Ka SAYA Nai tha"
-ROZNAMA JANG
LAHOR
February 1990

NAWAB SiDDiQ HASAN BHOPALI
Urf
Ulama'E'WAHABi
"Ap Ka SAYA Zameen Pr Na Parta"
-AL SHAMAt UL AL ANEERIA
P 51

0 comments:

اگر ممکن ہے تو اپنا تبصرہ تحریر کریں

اہم اطلاع :- غیر متعلق,غیر اخلاقی اور ذاتیات پر مبنی تبصرہ سے پرہیز کیجئے, مصنف ایسا تبصرہ حذف کرنے کا حق رکھتا ہے نیز مصنف کا مبصر کی رائے سے متفق ہونا ضروری نہیں۔

اگر آپ کے کمپوٹر میں اردو کی بورڈ انسٹال نہیں ہے تو اردو میں تبصرہ کرنے کے لیے ذیل کے اردو ایڈیٹر میں تبصرہ لکھ کر اسے تبصروں کے خانے میں کاپی پیسٹ کرکے شائع کردیں۔